Kash banany walay na mujhay kitab banaya hota

Tuesday, January 19th, 2010

Kash banane wale ne mjhe kitab bnaya hota.Woh parhty parhty so jati mujhy seenay say lagaya hota,
Main ous k gum main rota or rota he jata.Os nay chupky say mujhy senay say lgaya hota.
Os ko dastaan suna suna k thak sa giya.Kash uss nay b mujhy hal-a-dil sunya hota.
Main oss ka naam leta or subho [...]

Funny Poetry: Girgit Ahmedabadi

Tuesday, November 3rd, 2009

jahaa.N gaaye the Khushiyo.n ke taraane
muqaddar dekhiye roye vahii.n par
hu_e masjid se gum juute hamaare
jahaa.N se paaye the, khoye vahii.n par
rail ke Dibbe me.n ye qissaa huaa
ek bachchaa zor se rone lagaa
maa.N ne samajhaane kii koshish kii bahot
us ko bahalaane kii koshish kii bahot
thak ke aaKhir loriiyaa.N gaane lagii
bijaliyaa.N kaano par barasaane lagii
das minute tak [...]

Get Adobe Flash playerPlugin by wpburn.com wordpress themes